Friday, August 28, 2009

Main aur meri tanhayi aksar ye bate karte hai

Main aur meri tanhayi aksar ye bate karte hai
ke US mein hota to aisa hota aur India mein hota to waisa hota
main Client-Server pe hota aur tum IBM pe hoti
mere |Screens| pe tum hasti aur
mere |Reports| pe hairan hoti
tumhare |Session| pe main hasta
aur |speed| pe ro deta
phir dono ICQ mein jate
aur GOTU khate... ( GOTU : Ghee Onion Tomatto Uttapam)
magar aj ye alam hai
ke na Project hai aur na hi PC hai
magar ye dil hai ki kaha raha hai
ke |Future| yahi hai yahi kahi hai.....
Main aur meri tanhayi .......
aksar ye bate karte hai.....Main aur meri tanhayi aksar ye bate karte hai



1 comment:

  1. kya baat hai.....good....itna na doob tanhayi mei..........

    ReplyDelete